SUNNI & SHIAH kay IKHTELAF peh Engineer Muhammad Ali Mirza ki 63-ILMI-o-Tahqeeqi MAJLIS (16-May-19)

Questions

02:09:13

Aap kehte hein agar koi witr mein duaae qanoot parhna bhool jaye to sajdah sehaw kare ye ijtehad aap ne kis buniyad peh kiya tha ?

02:08:24

Witr mein duaa e qanoot konsi hai ?

02:29:47

witr ke baad 2 rakat nafil parhne se tahajud ke barabar sawab ? kya witr, tahajud, taraweeh aur qeyam ul lail ek namaz ke mukhtlif naam hein ? taraweeh 8 rakat ya parhen ya 16 rakat taraweeh bhi parh sakte hein ?

02:00:09

kisi shakhs ne abdullah bin umar (rz) se pucha witr sunnat hai farz hai ya wajib hai to unho ne jawab dia Nabi saw parhtay thy isliye hum bhi parhtay hein, kya is hadees ko samne rakhte huwe hamen fiqahi behson mein nehi parna chahiye ?

03:04:41

saad bin abi waqas (rz) ek witr parhtay thy lekin aap ne ek witr parhnay par moaviah (rz) par gadhay ka fatwa laga diya ?

01:42:56

kya witr namaz ki qaza parhna lazmi hai ?

01:54:22

nafli namaz ki jamaat aur witr ki jamaat karwai ja sakti hai ? agar ramzan mein isha ki namaz jamaat ke sath parhi to kya witr bhi jamaat ke sath hi parhnay honge ya akele bhi parh sakte hein ?

02:49:42

agar witr ki namaz mein duaa e qanoot yaad na ho to konsi duaa parhi ja sakti hai ?

01:59:31

saad bin abi waqas (rz) ek witr parhtay thay to moaviah (rz) ke oopar ta'an kyu ?

01:25:27

kya tahajud ki namaz parhne se pehle sona zaruri hai ? witr ke baad do nafil parhne ka sawab aur kya baith kar namaz parhne se aadha sawab milta hai ?

02:50:50

witr ki namaz mein duaa e qanoot ke baad konsa darood parhna chahiye ?

02:32:55

Complete Namaz - e - Muhammadi ﷺ ka Practical (Witr, Janaza & Eid) from Sahih BUKHARI & Sahih MUSLIM.

00:24:08

Kya Witr ke ba’ad Nafal namaz parhi ja sakti hai?

01:13:53

Agar Namaz e Witr mein Qunoot parhna bhool jaye to kya Kauma ki halat me Qunoot parh sakte hain?

Icon this is notification panel