01-ILMI-o-Tahqeeqi MAJLIS (Open Q & A Session) with Engineer Muhammad Ali Mirza Bhai (18-March-2018)
For Download: Please right click on the icon and select the option save as link
00:03:41
Kya Majlis ka Lafz Quran o Sunnat se Sabit hai ?
00:16:12
Ilmi o Tahqeeqi Majlis mein Aam Dawat, Jhelum Academy ka Address and Timing, Engineer Muhammad Ali Mirza ki WhatsApp Team ke Numbers, freedom of social media ?
00:23:45
al salat o khair um min al naom ki hadees pe islam 360 android app mein international numbering ka mas'alah ?
00:28:57
kya qadiyani ek firqa hai ya mazhab, kya qadiyani ahle sunnat ka firqa hai, mazhab, maslak, fiqah aur taqleed mein kya farq hai part 1 ?
00:33:51
qadiyanion ke sawalaat ke jawab mein best kitab by ghulam mustafa zaheer ?
00:42:29
arabic seekhnay ka asan tarika with aamir suhail ke lectures aur quran ka tarjumah kiska parhen ?
00:47:35
ek qatil ne 99 qatal kiye aur taoba ke baad bakhshish ho gai jabke ek sehabi ne sirf ek chadar chori ki aur allah ne usay dozakh mein phenk dia part 1 ?
00:52:53
hindu ke haan job aur zabiha aur hindu ke sath khana peena ahle kitab ya ghair muslim ke sath dosti karna, ghair muslim ka jootha khana ?
00:54:09
konsi hadees sahih hai aur konsi hadees zaeef hai ek aam admi kya kare aur kya hadees ki sharah parhna zaroori hai ?
00:56:10
agar ghar wale na manen to kya larka larki wali ki ajazat ke baghair pasand ki shadi court marriage kar sakte hein, wali ki ajazat ke baghair nikah ?
00:57:34
kuch bank current acount pe sarfeen ko paise detay hein kya ye sood hai, business bank al falah ?
00:58:10
boorhi aurat ki iddat, talaq yafta aurat ki iddat, la taluq lapata khawind gumshuda khawind wali aurat apne shohar ka kab tak intzar kare gi, bewa aurat ka khawind ke marne par sog ki muddat kitni hai, aur ghair madkhoola jiski rukhsati nehi hui kya wo iddat kare gi ?
00:59:26
kya akhrat se pehle qabar mein bhi azab ho ga ya sirf qeyamat wale din hi azab hoga part 1 ?
01:01:08
qabar ke andar pakki eenten lagana, qabar peh matti ka laip karna lapai karna, qabar ki unchai hight kitni honi chahiye, aur kya khana khanay ke doran bolna guftagu karna sahi hai ?
01:03:00
agar imam saktay na kare to muqtadi imam ke peechay fateha kab parhay imam waqfa nehi karta ? old moaqaf
01:04:40
kya sarkari mulazmat mein gp fund pe intrust lena sood hai ?
01:05:24
prize bond ki shrai haisiyat, insurrence , stock exchange ke shares khareedna sood hai, aur internet peh online karobar karna kesa ?
01:06:41
ek naujawan musalman islam ke liye kya roll ada kare kya kirdar ada karna chahiye ?
01:07:19
itehad e ummat , allah aur nabi ki ataat mein rukawat ki waja buzurgh parasti ?
01:08:33
rukhsati se pehle talaq wali aurat ki iddat aur uska haq mehar kitna hai, aur kya khula wali aurat aur ghair madkhoola talaq yafta aurat ke sath teen talaq ke baad dobara nikah ho sakta hai ?
01:09:53
tazkiya nafs aur ehsan ke topic pe behtreen kitab konsi hai ?
01:11:45
tehreek e ahya e deen ke liye ikhlaqiyaat aur amal e saleh ki ahmiyat bunyadi hai ya jehad zaroori hai, ek aam admi kese jehad kare aur bara jehad konsa hai ?
01:13:24
naiki ke kaamon mein doston ke sath muqabla karna reyakari hai ?
01:15:04
ek banday ne 99 qatal kiye lekin allah ne usay maaf kar diya halankay ye haqooq ul ibaad ka maamla tha aur jab tak banda muaaf na kare allah maaf nehi kar sakta kyu ke allah apne haqooq to muaaf kar sakta hai lekin bandon ke haqooq muaaf nehi kare ga, aur allah chahay to ek choti si naiki pe bakhshish kar de aur chahay to ek gunah pe dozakh ka azab , allah ki pakkar , part 2 ?
01:20:16
mazhab ka lafz , mazhab , maslak , fiqah aur taqleed mein faraq part 2 ?
01:22:30
kya sehaba quran parast thay, hum nabi saw ke muqallid hein ya muttabeh sunnat hein, islam mein shakhsiyat parasti aur kya hum nabi saw ki taqleed karte hein ?
01:23:35
engineer muhammad ali mirza se phone call pe baat karne ka tarika aur research pappers mangwane ke liye usman bhai se rabta karne ka tarika aur unka phone number kya hai ?
01:24:45
Allah Nabi waris kehna, Allah aur Rasool ke hawalay kehna shirk hai, taoheed ka beyan ?
01:36:47
namazi ka quran ke samnay sajda karna, qibla rukh khana kaaba ki tasweer lagana aur kursi (chair) peh baith ke quran parhna kaisa ?
01:41:25
quran ki tafseer kiski parhen, tafseer ibne kaseer ya maolana maudoodi ki tafheem ul quran ?
01:46:07
qabar per hath utha kar dua mangna, qabrastan jane ki duaa, marne ke baad faut shuda rishtay daron ke sath mulaqat hogi, aur qareeb ul marg logon ke zariye faut shuda mayyat ko salam bhejna kaisa yani marne ke baad falaan ko mera salam kehna ?
01:49:02
kya tareekhi riwayaat ki kitaben sahih aur authentic hein jese tareekh ibne kaseer, tareekh ibne jareer imam tabri, tabqaat ibne saad, tareekh ibne khaliddoon, tareekh e damishq ibne asakar ?
01:52:00
kya doctor ke kehne peh hamal zaya karwa sakte hein agar bachay ki dimaghi growth na ho rahi ho ya maan ke paith mein bacha zehni mazroor hone ki waja se abortion karwa sakte hein ?
01:55:33
kalma go mushrik aur kafir mushrik mein farq , but parast mushrik aur ahle kitab se nikah aur kya sunni shia ka apas mein nikah jaiz hai ?
01:57:46
jinn aur insan ko allah ne apni ibadat ke liye paida kia hai to kya iska ye matlab hai ke insan sirf ibadat hi karta rahay, kya ibadat ka matlab kulli ataat total obedience hai aur ibadat mein kya kya cheezen dakhil hein, khuda ka sahih taaruf kya quran wala khuda aur hai aur india pakistan bangladesh wala khuda koi aur hai ?
02:06:44
jab allah ne adam ki takhleeq ki to unme apni roh phoonki is se kya murad hai kya ansan duniya mein jo amaal karta hai wo allah ki zaat ko reflect karta hai ?
02:08:55
kya hazrat hussain (as) ka kata huwa sar mubarak quran parh raha tha, kya nabi saw ko dafnanay ke waqt unke hont hill rahay thay aur wo ummati ummati keh rahay thay ?
02:10:24
kya islam mein khudkush hamlay jaiz hein aur kya koi aurat apni izzat bachanay ke liye khudkushi kar sakti hai ?
02:11:09
tadabbur al quran ameen ahsan islahi ki tafseer kaisi hai ?
02:11:33
prize bond ki sharai haisiyat part 2 ?
02:11:52
kya jannat ul baqee mein dafan hone wala jannati ho jata hai baqee e gharqad, aur madinay mein maot mangnay aur madinay mein dafan hone se nabi saw ki shafaat ?
02:14:29
sunnat aur hadees mein kya faraq hai ?
02:15:37
ali bhai aap shia ki ghaltiyan kyu nehi beyan karte aur shia ki kitabon ka post martam kyu nehi karte aur kya ahle sunnat aur ahle tashee apni apni kitabon ko mante hein ?
02:21:50
kya maola ya sayyid lafz kehne se mana karne wali koi hadith sahih muslim mein mojood hai, maola lafz ka sahi matlab kya hai ?
02:26:23
kya akhrat se pehle qabar mein bhi azab hoga part 2 ?
Icon this is notification panel