49-ILMI-o-Tahqeeqi MAJLIS (Open Q & A Session) with Engineer Muhammad Ali Mirza Bhai (10-Feb-2019)
For Download: Please right click on the icon and select the option save as link
00:00:00
JURABON (Socks) peh MASAH kernay ki SUNNAT aur imam abu hanifa ka ruju Reply to Hanafi ULMA ? detail clip , pagri aur hijab par masah kiya ja sakta hai ? kya Nabi saw ne kisi sehabi ke peechay namaz parhi hai ?
00:00:40
786 & 92 ki Reality ? ILM-ul-ADAD & Huroof-e-ABJAD ki History ?
00:16:00
agar wazu ke doran shak ho kahin koi hissa khushk to nehi reh gya to kya wazu dobara karna hoga ? shaitani waswason ka ilaj kya hai part 1 ?
00:21:51
Kia Imam-e-KABAH bhi Muqallid & HAMBALI hain ? kabah mein 4 musallay kyu thay aur taqleed ka radd, detail clip reply to mufti tariq masood ? kya hazrat Eisa (as) duniya mein aa kar fiqah hanafi peh amal karen gey ? hanafi aalim ibne aabdeen shami ki Quran ki shadeed gustakhi aur ghulam rasool saeedi barelvi ke comments ? harmain mein 20 taraweeh kyu hoti hai aur kya 20 taraweeh pe ijma hai ?
01:13:52
agar namaz mein sajda karna bhool jaye to sajda sehaw karna hoga ? namaz mein shaitani waswason ka ilaj kya hai part 2 ? kitne pani se wazu ho sakta hai ? jamat mein namazi ke sath kharay ho kar buland awaz se qirat karna kaisa ? kya dil mein qirat karne se namaz ho jati hai ?
01:21:35
kya khoon nikalne se wazu toot jata hai detail clip ? fazail amaal ki haqeeqat ?
01:32:15
kisi mareez ko drip lagi ho aur paishab ki theli lagi ho aur uske liye wazu karna aur qibla rukh hona mushkil ho to namaz kaise parhay, kya mareez ko namaz maaf hai ? kya mareez tayammum kar ke namaz parh sakta hai ?
01:34:07
wazu ke doran aur wazu ke baad konsi duaen parhna sunnat hai ? kya mani napaak hai ? deen ko aqal peh parkhna sahi hai ? kya Nabi saw ki taleem ki hui dua ko badla ja sakta hai ?
01:42:41
kya zuban se namaz ki niyat karna sabit hai ? sana mein kon konsi duaaen parhi ja sakti hein ? duaa e qanoot konsi hai ? tawaf ki duaaen kitni hein ?
01:48:31
kya khushi ke moqa par taali pajana jaiz hai ? kya sehaba naara e takbeer lagate thay ?
01:51:26
islam mein larka larki ke baligh hone ki umar konsi hai aur islam mein sex ki taleem kyu zaruri hai ?
02:02:00
kya abu al aala naam shirkiya hai ? Ala hazrat kehna kaisa ?
02:05:44
agar Allah ke hazoor apne naik amal ka waseela paish kar diya to wo naik amal khatam ho jaye ga ya qeyamat ke din uska sawab bhi mile ga ? haraam kamai se hasil kiya huwa maal Allah ke hazoor qabool hoga ya zaya ho jaye ga ? duaa ki qabooliyat ka tarika kya hai ? Allah kisi waqt duaa qabool kyu nehi karta ? kya khud kosirf Muslim kehna ghalat hai ?
02:19:36
hamare gaaon mein gaaye aur bhains ko Quran ke nichay se guzara jata hai taake shifa mil jaye kyu ke Quran mein nazar e badd keliye shifa hai ? kya nisbat ki waja se bakhshish ho sakti hai ? tasbeeh e Fatimah Safeen ki raaton mein ? Dam karna sunnat hai ?
02:28:20
Engineer Arshad sab ka sawal, kya sajdon mein Rafa yadain wali hadees sahih hai ? agar sajdon ke darmyan rafa yadain sabit hai to hum kyu nehi karte ?
Icon this is notification panel