68-ILMI-o-Tahqeeqi MAJLIS (Open Q & A Session) with Engineer Muhammad Ali Mirza Bhai (16-June-2019)
For Download: Please right click on the icon and select the option save as link
00:00:40
Special question, PM Imran Khan Gustakh e Sahaba qarar aur muafi k mutalbay pe Ali bhai ka muaqqaf?
01:03:04
Aap kay aik clip mein backgroud music kyon hai jab k app khud dosron pe sakht tanqeed kertay hain?
01:24:10
Barelvi aalim ki islam 360 app pay tanqeed aur quran ko ustaad k bagair samajhna na mumkin kehna?
01:36:24
Ulama nay Qur’an ka tarjuma kyun kiye agar Quran ko ustaad k bagair nahi parha jaa sakta?
01:42:26
Molana apni taqareer lambi kernay k liye Jummay ki namaz late kerwatay hain; Kiya aisa karna Jaiz hai?
01:53:09
Waizeen jumay k din drood shareef parhnay ki talqeen kertay hain aur isko kitna parha jai?
02:09:58
Bagair sanad ki Bukhari ki riwayat, Nabi (saw) ne khudkhusi kernay ki koshish ki iska explanation.
02:17:37
Jumay k din surah kahaf parhi jaati hai. Kya yeh sahi hai aur iski koi fazilat hai?
02:25:46
Surah yaseen kay fazail mein amoman zaeef ahadith bayan ki jaati hain. Kya fazeelat pe koi sahi hadith hai?
02:33:26
Agar Bismillah Surah Fateha ka hissa nahi hai to Surah Hijr ki ayat number 87 k tahat Surah Fateha ki 7 ayaat kaise pori hongi?
02:51:07
Clip mein firqon ki dum pe paon kehna durust nahi hai, bajai iske galay ka phanda kah den?
Icon this is notification panel