02-ILMI-o-Tahqeeqi MAJLIS (Open Q & A Session) with Engineer Muhammad Ali Mirza Bhai (25-March-2018)
For Download: Please right click on the icon and select the option save as link
00:00:20
ilm hasil karo chahay tumhen cheen (china) jana paray, kya aisi koi hadees mojood hai ?
00:03:09
kya charon imam haq peh hein, agar haqeeqat ek hoti hai to charon aima barhaq kaisay ho sakte hein part 1 ?
00:06:50
mannat manna jhooti qasam ka kafarah aur kya sadqa bala ko taal deta hai part 1 ?
00:10:29
kya maan baap aulad ko diya huwa tohfa (gift) wapas le sakte hein ?
00:12:34
nai jooti ki mubarak dena aur naya libas ki mubarak dena kaisa aur takabbur kya hai ?
00:15:07
kya zulkifl ka zikar quran mein mojood hai kya ye nabi bani israeel mein maboos huwe thay ?
00:16:49
sirf haq ko pehchanna hi kafi hai ya ilm ke sath amal karna bhi zaroori hai kya achay ikhlaq ke baghair ibadat ka faida hoga ?
00:19:12
jis ghar mein tumhari izzat na ho wahan jane se guraiz karo, kya ye hazrat ali (rz) ka qaul hai aur kya market mein biknay wali hazrat ali (rz) ke aqwal ki kitaben authentic hein, hazrat ali (rz) ko karam Allah wajho kyu kaha jata hai aur fatima (as) ko zahra ka laqab kisne dia ?
00:21:09
insurence ki sharai haisiyat, maal jama karna aur GP fund ka sood part 1 ?
00:23:05
E dawat dene ka tarika kya hai electronic dawat ?
00:25:48
kya sahih muslim mein somwar yani peer ka roza rakhnay wali hadees zaeef hai ?
00:27:15
agar farz namaz ki aqamat keh di jaye aur jamaat khari ho jaye to fajar ki sunnaten kab parhen kya nafil namaz tor dein part 1 ?
00:27:46
zohar aur isha ki rakaten kitni hein kya isha ki satrah rakaten hein kya sunnat e moakida na parhnay wala gunahgar hoga, kya farz namaz parh lena hi kafi hai ?
00:28:36
agar farz namaz ki aqamat keh di jaye aur jamaat khari ho jaye to fajar ki sunnaten kab parhen part 2 ?
00:30:20
yoga warzish ki sharai haisiyat kya hai ?
00:30:46
kya koi shakhs ye mannat mang sakta hai ke agar Allah ne mujhe beta diya to main usay hafiz e quran banaun ga part 2 ?
00:31:19
kya naik musalman ki biwi jannat mein bhi uski biwi hogi kya jannat mein rishtay daron se mulaqat hogi ?
00:32:17
boorhi aurten sara din farigh baith kar TV dramay dekhti rehti hein kya ye sahi hai ?
00:32:38
nabi saw ne jo kaam aam zindagi mein kiye us se hum asool hasil karen gy ya us act ko folow karen gy yani konsi hadees pe amal karna zaroori hai aur kin kamon mein nabi saw ki ataat wajib hai ?
00:38:02
bahir ke mulkon se aai hui insurence ki cheezon ko istimal karna kaisa part 2 ?
00:38:20
shadi beyah ki photo graphic movies aur tasweeren bananay ka karobar karna aur zariya muaash banana kaisa ?
00:39:23
mayyat ka chehra dekhna, mayyat ko bosa dena, namaz e janazah parhnay aur dafnanay tak kitna sawab milta hai, qabar peh matti dalna aur qabar par kharay ho kar quran khuwani karna kaisa hai ?
00:41:40
junubi janabat ki halat mein aur aurat ka haiz ki halat mein zikar azkaar karna qurani duaaen parhna aur quran ko choona kaisa ?
00:43:33
kya hazrat ali (rz) ne 6 mahinay tak abu bakr (rz) ki bai'at nehi ki thi iski kya waja thi ?
00:45:00
kya farz namaz ek se zeyada jagah ada ki ja sakti hai yani ek farz namaz ko do dafa ada karna kaisa, aur mutnafal ke peechay yani nafil wale ke peechay farz namaz ki niyat ho sakti hai ?
00:45:49
kya majboori ki halat mein rishwat dena jaiz hai ?
00:46:24
kya fajar ki namaz ke baad suraj talu hone se pehle qaza namaz ada ki ja sakti hai ?
00:47:02
kya maal o dolat jama karna maal jorna zakheera andozi hai, aur kya baghair mehnat ki kamai haraam hai ?
00:48:15
nazron ki hifazat aur kya pehli nazar dekhna maaf hai ?
00:49:09
agar jamaat mein agli saf mein jagah na mile to kya pichli saf mein akelay kharay ho ke namaz parhi ja sakti hai ?
00:51:46
kya farishtay ilm e ghaib aur dil ka haal jante hein, farishton ko ilm e ghaib ?
00:54:45
deen ke naam pe rally jalsay jaloos nikalna aur road block kar ke awam ko tang karna jaiz hai ?
00:56:44
agar darood parhna ibadat hai to Allah jab apni nabi saw peh darood bhejta hai to Allah ka darood parhna kaisa ?
00:57:48
paida huwe bachay ke kaan mein azan dena jabke chota bacha arabic bhi nehi samajhta ?
00:59:11
kya charon imam haq peh hein aur sirat e mustaqeem kya hai part 2 ?
01:02:44
kya kabeerah gunah karne wala bhi momin ho sakta hai ?
01:03:42
agar namaz ka waqt dakhil ho jaye aur azan na hui ho ya agar namaz ka waqt nikal jaye to kya akela banda azan aur aqamat keh kar namaz parh sakta hai ?
01:04:36
farz namaz ke baad buland awaz se zikar karna kaisa part 1 ?
01:07:52
jiska kapra takhno se nichay ho Allah iski namaz qabool nehi karta, is hadees ko shk albani zaeef kehte hein aur zubair ali zai isay sahih kehte hein, hum kiski baat ko maanen ?
01:09:17
quran ki taraf pusht karna aur quran se oonchi jagah baithna kaisa ?
01:13:27
farz namaz ke baad buland awaz se zikar karna aur namazi ke paas tilawat karna kaisa part 2 ?
01:14:07
kya khabar e wahid hujjat hai ?
01:14:29
shadi beyah peh ghair sharai rasumaat mein shirkat karna kaisa, shadi peh mehndi lagana, sehra bandi ki rasam, aur nikah ka sunnat tarika kya hai ?
01:18:40
kya charon imam haq peh hein, aur fazail e amal ki haqeeqat part 3 ?
Icon this is notification panel