72-ILMI-o-Tahqeeqi MAJLIS (Open Q & A Session) with Engineer Muhammad Ali Mirza Bhai (14-July-2019)
For Download: Please right click on the icon and select the option save as link
00:00:45
Namaz mein sajday ki halat mein hath aur paon ki unglion ki position kaise honi chahiyeah?
00:13:50
Kya hanafi (Barelvi, Deobandi) masajid mein fasaad aur tano tishni say bachnay ki khatir rafa yadain tarak kya jaa sakta hai?
00:31:05
Kya Sydena Abu Bakar (ra) ka ghar ka sara saman sadqay ki liye lanay wali hadith sahi hai?
01:20:57
Kya Anas ibn Malik (ra) ka sajdon mein rafa yadain kernay ka amal shaz hai?
01:26:30
Kya Qadiyanion se mel jol kerna, karobar kerna aur khaya piya jaa sakta hai?
01:41:40
Sahaba namaz k liye App (saw) ka intazaar kiya kertay thay lekin ajj imam k late ho janay pe muqtadi shor machatay hain aur kisi ko imam muqrar ker k namaz kerwa detay hain?
01:47:27
Ajj kul tasbeeh k danay khinzeer ki haddi say bnai jate hain, Kya aisi tansbeeh ka istamal durust hai?
01:53:46
Hadith mein hai, "insan subah momin hoga lekin shaam mein kafir hojai ga." Kya yeah hadith sahi hai?
02:04:39
Hath aur Paon kay nakhun oss jadi libas ki bakiyat hain jo insan ko jannat mein pehnaya gaya aur ghalti ki saza mein otaar diya gaya, kya aisi koi riwayat hai?
02:07:16
Kya Ashfaaq Ahmed, Wasif Ali Wasif, Mumtaz Mufti aur Qudrat ullah Shahab walli Allah hain, shahabnama se mutaliq aap ki kya rai hai?
Icon this is notification panel