118-ILMI-o-Tahqeeqi MAJLIS (Open Q & A Session) with Engineer Muhammad Ali Mirza Bhai (07-June-2020)
00:11:29
Hazrat Umar bin Abdul Aziz r.a. Ki Qaber e Mubarak ki Toheen aur aisa karnay walon ki Islam mein kia saza honi chahiyay? Gumbad-e-Khazra aur Mazaraat?
00:55:15
Kia udhar ya qarz wapis karnay mein late ho janay per (udhar/qarz dainay walay ka) aaj kay GOLD RATE kay hisab say paisay lautanay ka mutalba karna shariyat kay lehaz say darust hai?
01:14:23
Ghareebon Ko Dainay Ke Liye Zakaat Ka Paisa logon say Jama Karna aur Uss Ko Apnay Khud Ke Liye Istamaal Karna? Zakaat Ka Paisa Khud Par Istamaal Karnay Ka Kaffara?
01:18:52
Gharailu Istamal ki Gas aur Bijli ko apnay karobar kay liyay Istamal karna kahan tak darust hai jab keh donon kay rates bhi alag hain? Tax Chori Karna kewn Gunah hai?
01:39:01
Woh Khush Naseeb Log Koun Hain Jinko Roz-e-Qiyamah ALLAH Ke Arsh Ka Saya Naseeb Hoga?
01:58:29
Qur'an Majeed Mein Moosa علیہ السلام Ka Zikr Mubarak? Qur'an Mein Moosa علیہ السلام Aur Muhammad ﷺ Ka Naam Mubarak Ka Zikr Kitni Dafa aya hai?
02:29:41
Kia Tableeghi Jamat Gustakh-e-Sehabah r.a. hai? NASBI ulma ko Reply? Hadith ki wazahat: Sahaba r.a. kay daour mein Deen kay 10 hisson mein say 1 ko chor daina halaqat ka baes aur baad ka zamana?
Icon this is notification panel